Is dil ki khwahish thi
Ek din khushiyaan dastak de jayengi
Par zamane ki kash-ma-kash me
Khushiyaan dhundla jayengi
Chod diya dil ne
Aage khwaish karna
Ek choti si tamannah
Ne jab dum toda
Thokar kha kar jab
Dard utha seene me
Duniya ka sach
Aur dastoor
Samjh aaya minato me
Bikhar gaye sapne
Tut gayi himmat
Aansuon ki barsaat
Hone lagi jab jab!!
Comments